Showing posts with label Yad Shayari. Show all posts
Showing posts with label Yad Shayari. Show all posts

25 January 2016

Jahan yaad na aaye teri

Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigderishtenabane,
Tokhudaaikis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki!

23 January 2016

14 January 2016

22 December 2015

3 December 2015

Teri Yaadon Ka Basera Hai

Teri Yaadon Ka Basera Hai Mere Dil Mein,
Har Pal Zikar Tera Hai Mere Ghar Mein,
Na Tum Aate Ho Na Koi Khushi Aati Hai,
Ghumon Ka Pehra Hai Mere Dil Mein,
Mere Dar-O-Baam Se Teri Khushboo Aati Hai,
Lagta Hai Tera Basera Hai Mere Ghar Mein,
Mere Dar-O-Deevar Ko Roshan Kar De,
Tere Bin Andhera Hai Mere Ghar Mein,
Jab Tum Sda Ke Liye Mere Paas Aaoge,
Phir Niklay Ga Nya Savera Mere Ghar Mein…

23 November 2015

18 November 2015

25 August 2015

यादों में तेरी आहे भरता हैं कोई

यादों में तेरी आहे भरता हैं कोई,
हर साँस के साथ तुझे याद करता हैं कोई,
मौत सच हैं एक दिन आनी हैं लेकिन,
तेरी याद में हर रोज़ मरता हैं कोई..

2 August 2015

RAHE SALAMAT ZINDAGI UNKI....

रहे सलामत जिंदगी उनकी ,
जो मेरी ख़ुशी की फरियाद करते हैं .
ऐ खुदा उनकी जिन्दगी खुशियों से भर दे ,
जो मुझे याद करने में अपना एक पल बर्बाद करते हैं ..