‘‘Ab Hum Kisi Ki Bhi Tamannaa Na Karenge
Ab Raah Bhi Kisi Ki Dekha Na Karenge
Mere Dard Se Vaakif Na Ho Jaye Mera Saya
Ab Is Andhere Dil Mein Ujaala Na Karenge
Aakhen Jali, Rooh Jali, Dil Jla, Jism Jla
Deeya Umeed Ka Palkon Par Jalaaya Na Karenge’’
Showing posts with label Dard Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dard Shayari. Show all posts
25 January 2016
23 December 2015
Dard ka ehsas dard shayari
Dard Ka Ehsas Janna Hai To Pyaar Kar Ke Dekho,
Apni Aankhon Mein Kisi Ko Utaar Kar Dekho,
Chot Unko Lagegi Aansu Tumhein Aa Jayenge,
Ye Ehsas Janna Ho To Dil Haar Kar Dekho!